Friday, April 18, 2008

Desire.............

jhukti aankhon ko aur bhi na jhukaaon,
maykashi intehaan paar kiye jaati hai.
raat gahri hai,jaam bhi hai aur tum bhi,
jindagi aaj mukaam kiye jaaati hai.
milne do hothon ko labon se maykash,
jism ab jaan me mahsoos hui jaati hai.
kaafir kaho ya fir kaho raaah ka bhoola,
baat tere hothon ki har ek muhe bhaati hai.
aaa lipat jaa ki koi raaat nahi baaki hai,
manjilein aur bhi par aaj ke ham saathi hain.

No comments:

क्या रहता, क्या खो जाता है?

सागर सदृश जीवन में उत्तुंग तरंगें स्मृतियों की जब कूल तोड़ कर बढ़ती हों कुछ बह जाता, कुछ रह जाता है। कितने मेरे थे, कितनों का मैं, पर काल बिंद...